New Recipes to Cook Yummy Instant Biryani

Delicious, fresh and tasty.

Instant Biryani.

Instant Biryani You can Have Instant Biryani using 12 ingredients and 16 steps. Here is how you cook that.

Ingredients of Instant Biryani

  1. What You needis 1 kg of rice.
  2. Lets Go Prepare 1/2 kg of potato or 4.
  3. Lets Go Prepare 1 kg of beef (pre boiled).
  4. It's 1/2 kg of Onion (4-5).
  5. What You needis 2 tbsp of ginger garlic paste.
  6. Lets Go Prepare 1 packet of biryani masala.
  7. What You needis 1/2 cup of oil.
  8. What You needis 1 cup of yoghurt.
  9. What You needis to taste of salt.
  10. What You needis 1 tbsp of vinegar.
  11. Lets Go Prepare 4-5 of chillies.
  12. Lets Go Prepare 1 tsp of Haldi powder optional.

Instant Biryani instructions

  1. Basmati rice saaf kar ke pani me soak kar lein 2-3 hr ke liye.
  2. Potato ke pieces kar ke salt and food color ke pani me rakh dein 1/2 hr ke liye..
  3. Onion slice kar ke oil me fry karen aur light brown kar lein..
  4. Tomato, lehsan, adrak, chilli ko grind kar ke paste bana lein..
  5. Ab is paste ko fry ki hoi piyaz ke sath add kar ke cook karen..
  6. Ab is me biryani masala shamil karen.
  7. Ab masalay me dahi add kar ke masala bhunain.
  8. Jab masala bhun jaye to pehle se boil hoye beef ko add kar ke pakayen. (beef ko lehsan adrak aur namak dal ke ubal ke pani dry kar lein).
  9. Potato ko pani se nikal kar halka fry kar lein..
  10. Ab potatoes ko masalay me add kar ke pakayen..
  11. Rice ko ik pateelay me boil karen. pani me salt and vinegar b add karden..
  12. Ab boiled rice ko korma jo ready kiya tha us par dal ke layer banayen..
  13. Upar se food color milk me add kar ke rice me dal dein..
  14. 15 min dam par rakhen. Biryani ready hai. upar se brown piyaz add karden..
  15. Dish out kar ke garnish kar lein aur garma garamnosh farmayen..
  16. Enjoy !.