Arvi Baingan.
You can Cook Arvi Baingan using 15 ingredients and 6 steps. Here is how you achieve it.
Ingredients of Arvi Baingan
- It's 1/2 kg of baingan.
- What You needis 1/2 kg of arvi.
- Lets Go Prepare 2 of chote pyaz.
- What You needis 2 of bhare tamatar.
- It's 1/2 cup of oil.
- It's 1 Tsp of adrak lehson paste.
- Lets Go Prepare 1 tsp of leemo ka juice.
- It's 1/2 tsp of sabat zeera.
- What You needis 1/2 tsp of kutta bhunna zeera.
- What You needis 1 tsp of namak/hasb e zaroorat.
- What You needis 1/2 tsp of haldi powder.
- What You needis 1 tsp of laal mirch powder.
- It's 1 tsp of darla laal mirch.
- What You needis 1 tsp of dhaniya powder.
- Lets Go Prepare 2 of se 3 sabaz mirchen.
Arvi Baingan step by step
- Sb se pehle arvi koo cheel krr use ek bowl mein daal kar khush atte see achii trhan mal krr dhooyn taa ke us ke upar jo laise hoti woo utrr jaay or baingen koo kaat lein.
- Handi mein adha cup oil daal krr us mein arvi ko fry karein jab us par colour a jay achi trhan fry ho jaay to use ek plate mein nikaal lein or side par rakh dein.
- Usi oil main sabat zeera daal dein or pyaaz daal dein jab pyaaz narm ho jaay to us mein adrak lehson ka paste daal ke pyaaz orr lehson ko brown hone tak fry karein or us msi tmaatr daal dein or thoraa paani daal krr use 5 min low flame par cvr kar dein taa ke tmatr gal naram ho jaay.
- Tmatr gal jaay too us mein bhuna kutaa zeera namak laal mirch powder darla mirch haldi or dhaniya powder daln or thoraa sa pani dal dein taa ke masale jalen nahin.
- Masala bhun jaay to us mein baingan daal ke do se 3 min bhunen or arvi or sabaz mirchn daal dein or adha cup paani or leemo ka juice daal krr use 10 min ke liye low flame par dam lgaa dein.
- Dum khol kar us mein sabaz dhaniyaa adha chamach garam masala daal kar cvr kar dein.