Baingan Aaloo.
You can Cook Baingan Aaloo using 11 ingredients and 13 steps. Here is how you achieve that.
Ingredients of Baingan Aaloo
- Lets Go Prepare 2 of large size baingan.
- It's 1 of onion.
- It's 2-3 of tomato.
- It's 6-7 of lehsan jau.
- What You needis 3 of medium aaloo.
- What You needis 1 tbsp of haldi powder.
- What You needis 1.5 tbsp of kuti hoi mirch.
- What You needis 1/2 tsp of meethi danay.
- What You needis 1 tsp of Salt.
- Lets Go Prepare half of cup water.
- It's 4 tbsp of oil.
Baingan Aaloo step by step
- Piyaz tamatar ko chotay size me kat lein. potato aur baingan ko kat kar namak ke pani me 15-20 min bhigo dein.
- Lehsan jau ko bareek kat lein.
- Karhai me oil garamkar ke meethi dana add karen aur light brown kar lein..
- Phir isme chopped lehsan add kar ke light brown kar lein..
- Tomato aur onion ko grind kar lein..
- Phir oil me shamil kar ke thora bhunain.
- Phir usme haldi aur kuti hoi mirch shamil kar ke masala bhunain..
- Salt add karden..
- Phir potato and baingan add kar dein.
- Half cup water b add karden aur sabziyon ko halki anch par galne ke liye chorh dein..
- Karhai ko dhakkan se 20 min ke liye cover karden..
- Mazedar baingan aaloo ready hai.dish out karlen..
- Chapati, naan ya white rice ke sath serve karen..